Bekhayali chords Easy Lesson and Lyrics by Arijit Singh | Kabir Singh
Songs of the Movie Kabir singh were outstanding, due to which we have decided to upload the the Bekhayali Chords and Lyrics for you guys. You can play this on your guitar and sing along with it. More information about this is following.
Song: Bekhayali (Arijit Singh Version)
Singer – Arijit Singh
Music Director – Sachet-Parampara
Lyrics – Irshad Kamil
Music Label- T-Series
Music Produced By – Kalyan Baruah and Sachet – Parampara
Bekhayali chords
[Verse] Am Bekhayali mein bhi tera F G hi khayaal aaye Am Kyun bichhadna hai zaroori F G ye sawaal aaye Dm F Teri nazdeekiyon ki khushi Am G Em behisaab thi Dm F Hisse mein faasle bhi tere Am bemisaal aaye [Chorus] Am Main jo tumse door hoon Am F Kyun door main rahoon G Tera guroor hoon Am Aa tu faasla mita Am F Tu khwaab sa mila G Kyun khwaab tod doon Am G F Am ooo ooo ooo ooo Am G F Em ooo ooo ooo ooo [Verse] Am Bekhayali mein bhi tera F G hi khayaal aaye Am Kyun bichhadna hai zaroori F G ye sawaal aaye Dm F Thoda sa main khafa ho gaya Am G Em apne aap se Dm F Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi Am malaal aaye [Interlude] Am F Am F [Verse] Am Hai ye tadpan G Hai ye uljhan F G Kaise jee loon bina tere Am G Meri ab sab se hai annban F G Bante kyun ye Khuda mere [Interlude] Am G Bo F Dm Bo [Chorus] Am Ye jo log-baag hain Am F Jungle ki aag hain G Kyun aag mein jalun... Am Ye nakaam pyaar mein Am F Khush hain haar mein G Inn jaisa kyun banun oo... Am G F Am ooo ooo ooo ooo Am G F Em ooo ooo ooo ooo [Verse] Am C Raatein dengi bata G D Neendon mein teri hi baat hai Am Bhoolun kaise tujhe G D Tu toh khayalon mein saath hai Am Bekhayali mein bhi tera F G hi khayaal aaye Am Kyun bichhadna hai zaroori F G ye sawaal aaye [Bridge] Am G Nazaron ke aage har ik manzar F G Ret ki tarah bikhar raha hai Am G Dard tumhaara badan mein mere F G Zeher ki tarah utar raha hai Am G Nazaron ke aage har ik manzar F G Ret ki tarah bikhar raha hai Am G Dard tumhaara badan mein mere F G Zeher ki tarah utar raha hai [Outro] Am F G Aa zamaane aazma le roothta nahin Am F G Faaslon se hausla ye toot'ta nahin Dm Naa hai woh bewafa aur na D Am Am main hoon bewafa Dm F Woh meri aadaton ki tarah Am G Am chhoot'ta nahin
Bekhayali Lyrics
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye
Teri Nazdeekiyo
Ki Khushi Behisab Thi
Hisse Mein Fansle
Bhi Tere Bemisal Aaye
Main Jo Tumse Door Hu
Kyun Door Main Rahu
Tera Gurur Hu Uun
Aa Tu Fansla Mita
Tu Khaawb Sa Mila
Kyun Khaawb Tod Du
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Judai De Gaya Tu
Ye Sawal Aaye
Thoda Sa Main Kafa Ho Gaya
Apne Aap Se
Thoda Sa Tujhpe Bhi
Bewajah Hi Malaal Aaye
Hai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan
Kaise Jee Lu Bina Tere
Mere Ab Sabse Hai Ann-Ban
Bante Kyun Ye Khuda Mere Ulll
Ye Jo Log-Baag Hai
Jungle Ki Aag Hai
Kyun Aag Mein Jalu
Ye Nakaam Pyar Mein
Khush Hain Haar Mein
Inn Jaisa Kyun Banu
Raatein Dengi Bata
Neendo Mein Teri Hi Baat Hai
Bhoolun Kaise Tujhe
Tu Toh Khayalo Mein Sath Hai
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal Aaye
Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Aa Jamaane Aajma Le Ruthta Nahi
Faanslo Se Haunsla Ye Tutt’ta Nahi
Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa
Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi
Checkout this Amazing Song ‘s Official Youtube Video
[youtube v=”Ps4aVpIESkc”]
If you like this beautiful bollywood song then checkout Kaise Hua Lyrics from Kabir Singh
bekh